Top 17 Ways To Earn Money Online Hindi :-
Kai log sochte rhate hain ki kya sahi me online paise kamaa sakte hain. han yah baat ek dam sahi hai ki aap internet se online paise kamaa sakte hain. Aaj kai log internet par search karte rhate hain, ki online paise kaise kamaaye.Aaj me aapko online paise kamaane ke top 17 tareeke bataunga.
Kai log sochte rhate hain ki kya sahi me online paise kamaa sakte hain. han yah baat ek dam sahi hai ki aap internet se online paise kamaa sakte hain. Aaj kai log internet par search karte rhate hain, ki online paise kaise kamaaye.Aaj me aapko online paise kamaane ke top 17 tareeke bataunga.
11. Youtube Videos:- Yadi aap videos banana ke shokin hain to yah aapke liye bahut hi accha tareeka hai online paise kamaane ka. Aap kaisi bhi videos jaise motivational videos, Funney Videos, technology videos, Reviews releted videos, learning videos etc. bnaa kar apne youtube channel par upload kar sakte, au rinse paisa kamaa sakte hain. Aaj lai log ek din me youtube videos se hajaaron rupye kamaa rhe hain
Online money kamaane ka yah sabse accha tareeka hai. Isme aapko koi extra knowledge kee jarurat hoti hai. Aapko bas ek youtube channel create karna hai aur google adsence ke liye apply karna hai. jitne jaydaa aapke videos honge utni jayda aapki earning hogi.
2. Freelance work:- Freelancer ek aisa market place hai jisme aap apne talents ke hissab se koi bhi job select kar sakte hain. aur hajaro doller kamaa sakte hain. isme aapko kai tarah kee ki jobs jaise- web design, writing article, data entry, logo design, android app development, translation jobs, iske alawa bahut sari jobs hai jinko aap apne knowledge ke hisaab se select karke paisa kamaa sakte hain.
3. Affiliate marketing :- Aaj har koi Affiliate marketing ka use karke lakhon rupye kamaa rhe hain. isme aapko sif product ko promote karnaa hota hai. Aap product ko apne blog, facebook, whatsapp etc. par promote kar sakte hain. jab bhi koi aapke diye huye link se product ko buy karga to aapko uska 5% se 20 % ya usse jyada commission bhi mil sakta hai.
4. Online surveys:- Online Survey bhi ek bahut hi accha tareeka hai online paise kamaane ka. Bahut sari company apne product ke bare me jaanane ke liye survey sites ko paisa deti hain, in survey ko aap complete karke accha paisa kamaa sakte hain. inme aapko 1 survey complete karne me 20-30 minute lagte hain. Survey complete hone ke baad ye aapko lagbhag 1$ paisa deti hain
Top Surveys sites :-
1. Swagbucks
2. Toluna
3. Mysurvey
4. Opinion world
5. Vivatic
6. Onepoll
7. OpinionPanel
8. Mysurveypanel
9. Yougov hiving
10. Clixsence
5. Start you own website :- Yadi aap likhne ke shokeen hain to aap apni khud ki website create karke karke lakhon doller kamaa sakte hain. Aaj bahut sare blog/websites maheene ke hajaaron , lakhon rupye kamaa rahe hain. Aap is kaam ko part time me bhi kar sakte hain. website banakar roj ek acchi post likhiye. Jab aapke blog par acche visitors aane laage to google adsence ke liye apply kar deejiye. Uske baad aap kafi acchi earning kar sakte hain. han isme toda time lagega lekin blog/website banana ka yah bahut hi accha option hai. aap apna blog google kee free service google blogger ya wordpress par banaa sakte hain
6. Write and publish a kindle eBook:- Jab se internet ka chalan badaa hai tab se online Ebbok bhi kafi famous ho gai hai. aap kisi bhi topic par ek eBook likhkar usko sell kar sakte hain. Amazon kindle eBook sell karne ka sabse accha option hai.
7. Affiliate marketing:- Yadi aapka koi website ya blog hai to aap affiliate marketing se lakhon rupye kamaa sakte hain. Amazon, snepdeal, ebay, filpcart, etc. sites aapko inke product ko sell karne ka option deti hai. ye site aapko kafi accha commission deti hain.
8. Fiverr :- Yadi aapke paas koi blog ya website nahi hai to fiverr se online paise kamaa sakte hain. Isme aap koi bhi kaam jaise- Writing article, create logo,photo editing, App development, making videos, facebook likes, facebbok sharing. Fiverr me sab kuch 5$ se start hota hai, aur 5$ me bechaa jata hai.
9. Swagbucks:- yah ek aisi site hai jis par aap daily survey complete karke, daily answer dekar, videos dekhkar, discover offers or deals, search, play game, refer friends etc. se earning kar sakte hain, yah 100% trusted site hai. Online surveys
10. Buy & sell Domain:- kya aapne suna hai ki koi domain lakhon rupye me becha gya ho han aisa huaa hai. aaj kai log domain ko sell karke paise kamaa rhe hain. Aap acche domain name ko buy kar sakte hain aur isko hajaron rupye me sell kar sakte hain.
11. Mobile app earning :-Google play store par kai aise application hain jinse aap eaning kar sakte hain, inse aap jayda paise to nahi kamaa sakte lekin apni pocket money ke liye paise kamaa hi sakte hain. Google play store par bahut sare app aise hain jo aapko watching videos, play game , download app, complet serveys etc. ko complete karne ka oprion deti hain inse aap kafi accha paisa kamaa sakte hain.neeche me aapko top mobile earning app list de rhaa hoon.
1. Whaff Rewards
2. Moocash
3. Mitcoins
4. Mobi.to
5. CashRewards
6. Google pinion rewards
7. Watch & earn
8. Slidejoy
9. ChampCash
10. Mcent
11. Appcasher
12. FreeB ultimate
13. Earn money
14. Earn talktime
15. True balance
16. Foket money
17. Ladoo
18. Free Plus
19. Taskbucks
20. Cash on apps
12. Captcha Entry jobs:- Online esi bahut see site hain jo online captcha entry karwati hain. aap in site par jaakar account banaakar captcha entry kar sakte hain uske liye ye aapko paise deti hain. Neeche aapko Top captcha entry site kee list dee gai hai. Jo ki 100% trusted sites hain
1. 2captcha.com
2. megatypers.com
3. Kolotibablo.com
4. captchaTypers
5. protypers
6. FastTypers
7. 2captcha
8. Qlinkgroup
9. VirtualBee
10. pixprofit
11. VirtualBee
13. Sell You photos:- yadi aapko photography ka shok hai to aap apne photos ko online sell kar sakte hain. jisse aapko kafi accha paisa mil sakta hai. Online photos sell karne se kai log maheene ka lakhon rupye kamaa rhe hain.
Top 10 Photos selling sites :-
1. Shutterstock
2. 123RF
3. Fotolia
4. Flickr.com
5. Istock photo
6. Alamy
7. Smugmug.com
8. Dreamstime
9. zenfolio
10. Photoshelter.com
14. Ptc sites:- PTC or paid to click site aapko sirf unke ads dekhne ke paas deti hain. aap ads dekhkar jayda paise nahi kamaa sakte hain lekin aap apne referral ko jod kar acchi earning kar sakte hain. Iske alawa surveys complete karke, task complete karke aur paid membership lekar aap kafi acchi earning kar sakte hain.
15. Social media:- Yadi aap social media jaise facebook, twitter, google plus etc. ka use karte hain to aap unse kafi acchi earning kar sakte hain. Aapko Top e-commerce sites jaise Amazon, Snapdeal, eBay, Filpcart etc. affilicate marketing ka option deti hain. Aap in e-commerce sites ke product ko social media par sell karke paise kamaa sakte hain. jiska aapko kafi accha commission milta hai. kai baar aapko 20% ka commission bhi milta hai.
EmoticonEmoticon